Bhaiya Bhi Tu Hai By Rajesh Roshan

Bhaiya bhi tu hai mera babul bhi tu hai
Dono risto ki laz nibhana
Bhaiya bhi tu hai mera babul bhi tu hai
Dono risto ki laz nibhana
Ghar se wida karke dil se
Tum apne mujhe kabhi na bhulana
Bhiaya bhi tu hai mera babul bhi tu hai
Dono risto ki laz nibhana
Ghar se wida karke dil se
Tum apne mujhe kabhi na bhulana
Bhaiya bhi tu hai mera babul bhi tu hai

Sone ki thali me khila ya hai tune
Phulo pe muijhko sulaya
Pairo ke niche mere kaliya bichayi
Sar pe rakha apna saya
Sare jaha me kaha tujhsa milega
Koi bhi apna begana
Bhaiya bhi tu hai mera babul bhi tu hai
Dono risto ki laz nibhana

Angana me tere maine bachpan se ab tak
Ji bhar ke ki hai manmani
Thoda sa baki tere ghar me bacha hai
Ab to mera dana pani
Ho mai teri dunia se jab dur jau
Yado ke deepak jalana
Bhaiya bhi tu hai mera babul bhi tu hai
Dono risto ki laz nibhana
Ghar se wida karke dil se
Tum apne mujhe kabhi na bhulana
Bhaiya bhi tu hai mera babul bhi tu hai
Bhaiya bhi tu hai mera babul bhi tu hai...

Song Details
Movie
Dharamyudh
Artist
Rajesh Roshan
Music Directory
Rajesh Roshan
Music Label
T-Series
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Kulwant Jani

more lyrics from Dharamyudh

Bhaiya Bhi Tu Hai
Chhoti Si Zindagi Ke Liye
Dharamyudh
Saari Duniya To Do Do Ho Gai
Sawan Ka Mahina