Chaman Mein Rakhe Verana By Naushad Ali

Chaman me rah ke viraanaa meraa dil hotaa jaataa hai

Chaman me rah ke viraanaa meraa dil hotaa jaataa hai
Khushi me aaj kal kuchh gam bhi shaamil hotaa jaataa hai
Chaman me rah ke viraanaa meraa dil hotaa jaataa hai
Khushi me aaj kal kuchh gam bhi shaamil hotaa jaataa hai
Chaman me rah ke viraanaa

Na jaane kyo badalati jaa rahi hai zindagi meri
Na jaane zindagi meri
Na jaane kyo badalati jaa rahi hai zindagi meri
Na jaane zindagi meri
Mai dil se bekhabar dil mujh se gaafil hotaa jaataa hai
Chaman me rah ke viranaa

Ye ulajhan aur ye bechaini ye dhadakan aur ye betaabi
Ye dhadakan aur ye betaabi
Ye ulajhan aur ye bechaini ye dhadakan aur ye betaabi
Ye dhadakan aur ye betaabi
Meraa dil jaane kin tiro se ghaayal hotaa jaataa hai

Chaman me rah ke viraanaa meraa dil hotaa jaataa hai
Khushi me aaj kal kuchh gam bhi shaamil hotaa jaataa hai
Chaman me rah ke viranaa...

Song Details
Movie
Deedar
Artist
Naushad Ali
Music Directory
Naushad Ali
Music Label
Saregama
Singers
Shamshad Begum
Lyricist
Shakeel Badayuni

more lyrics from Deedar

Bachpan Ke Din Bhoola Na Dena
Chaman Mein Rakhe Verana
Dekh Liya Maine Kismat Ka Tamasha
Duniya Ne Teri Duniyawale
Hue Hum Jinke Liye Barbad
Le Ja Meri Duayeein Le Ja
Meri Kahani Bhoolne Wale
Naseeb Dar Pe Tera Aazmane Aya Ho
Nazar Na Phero Humse
Tu Kon Hai Mera Kehde Balam