Hum to hai sabke yaar humko hai sabse pyar
Hum to hai sabke yaar humko hai sabse pyar
Apna jaha apna gagan apni hai sari zami
Hum ek jagha rahte nahi din hai kahi rate kahi
Hum to hai sabke yaar humko hai sabse pyar
Apna jaha apna gagan apni hai sari zami
Hum ek jagha rahte nahi din hai kahi rate kahi
Jag se kya lena hume to dil se hai kam
Pyar aur chahat ka rahe labo pe naam
Jag se kya lena hume to dil se hai kam
Pyar aur chahat ka rahe labo pe naam
Dil walo ke sansar me aawara phire pyar me
Hum to hai sabke yaar humko hai sabse pyar
Apna jaha apna gagan apni hai sari zami
Hum ek jagha rahte nahi din hai kahi rate kahi
Ulfat hum dhunde mile jaha humko
Nafrat karne ka samay kaha humko
Ulfat hum dhunde mile jaha humko
Nafrat karne ka samay kaha humko
Thodi hai milan ki bahar
Kal ka hai kise etbar
Hum to hai sabke yaar humko hai sabse pyar
Apna jaha apna gagan apni hai sari zami
Hum ek jagha rahte nahi din hai kahi rate kahi
Hum to hai sabke yaar humko hai sabse pyar...
Song Details
- Movie
- Daulat Ke Dushman
- Artist
- Rahul Dev Burman
- Music Directory
- Rahul Dev Burman
- Music Label
- Saregama
- Singers
- Asha Bhosle, Kishore Kumar
- Lyricist
- Majrooh Sultanpuri, Rahul Dev Burman