Woh koi aaya lachak uthi kaya
Ke dil mera bas mein nahi
Woh koi aaya lachak uthi kaya
Ke dil mera bas mein nahi
Sharamau lakh bal khau
Ke jaise par bina mai udti jau
Ke dil mera bas me nahi
Woh koi aaya lachak uthi kaya
Ke dil mera bas me nahi
Sharamau lakh bal khau
Ke jaise par bina main udti jau
Ke dil mera bas mein nahi
Woh koi aaya lachak uthi kaya
Ke dil mera bas mein nahi
Dekhe de jinagi phul ki si
Jiske liye main sada khwab bunti thi
Raato ko main dhadkane jiski sunti thi
Aaya wo murade liye
Jadu bhare wade liye
Nachu machal kar gau
Ke dil mera bas mein nahi
Woh koi aaya lachak uthi kaya
Ke dil mera bas mein nahi
Moti bharu aaj uske balo mein
Taro ke lau jag uthe naram galo mein
Aaya hai din aaj ka kitne salo mein
Sochu to lahak uthu
Phoolo si mahak uthu
Nachu machal kar gau
Ke dil mera bas mein nahi
Woh koi aaya lachak uthi kaya
Ke dil mera bas mein nahi
Sharamau lakh bal khau
Ke jaise par bina main udti jau
Ke dil mera bas mein nahi
Woh koi aaya lachak uthi kaya
Ke dil mera bas mein nahi...
Song Details
- Movie
- Dastaan
- Artist
- Various Artists
- Music Directory
- Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
- Music Label
- Saregama
- Singers
- Asha Bhosle
- Lyricist
- Sahir Ludhianvi