Maaloom By A.R.Rahman

Paisa vaisa kya pata
Kaun kaisa kya pata
Zinda hoon aaj main
Iss se zyada kya pata

Mera toh zamane se
Lena dena hi nahin
Yaara gustakhi maaf
Itna hi maaloom..
Jispe bhi tu sath ho
Bas itna hi maaloom
Yaqeen hai vahi hai
Meri manzil ka raasta ..
Meri manzil ka raasta ..

Taare kaisa bhala
Hain todte kya pata
Taare mil bhi gaye toh
Tu karegi bhi kya

Main gair maamooli
Kartab dikha karke
Saabit karoon bol kya
Kya hai tu mere liye
Seedhe saade se
Lafzon mein sun le zara

Qasmein kya pata
Reet rasmein kya pata
Sachche pyaar ki
Qismein vismein kya pata

Mera toh zamane se
Lena dena hi nahin
Yaara gustakhi maaf
Itna hi maaloom..
Jispe bhi tu sath ho
Bas itna hi maaloom
Yaqeen hai vahi hai
Meri manzil ka raasta ..
Manzil ka raasta...

Song Details
Movie
Lekar Hum Deewana Dil
Artist
A.R.Rahman
Music Directory
Amitabh Bhattacharya
Music Label
Eros Music
Singers
Hriday Ghatani, Jonita Gandhi
Lyricist
A.R. Rahman

more lyrics from Lekar Hum Deewana Dil

Alaahda
Beqasoor
Khalifa
Maaloom
Mawali Qawwali
Tu Shining