Hasti aankho ko
O hasti aankho ko jisne asu diye hai
Use maaf kabhi na karna
Use maaf kabhi na karna
Aao mai banadu tumhe sacha sipahi
Thoda jaldi banao
Desh ka ho bacha bacha sipahi
Hame ladna sikhado
Kam ye or kisi ko na dena
Apna badla aap hi lena
Kam ye or kisi ko na dena
Apna badla aap hi lena
phoolo jaise dil
phoolo jaise dil jisne kato se siye hai
Use maaf kabhi na karna
Use maaf kabhi na karna
Hum veer jawan banenge
Julmo ke khilaf ladenge
Hum veer jawan banenge
Julmo ke khilaf ladenge
Hasti aankho ko
O hasti aankho ko jisne asu diye hai
Use maaf kabhi na karna
Use maaf kabhi na karna
duniya me sab ban jaye jo aise
Ban jaye jo aise
Dekhe burai fir rahti hai kaise
Fir rahti hai kaise
Waqt badalte der na lage
Tabhi sawera jab hum jage
Waqt badalte der na lage
Tabhi sawera jab hum jage
Kal ki khushiya to sari tumhare liye hai
Koi pap kabhi na karna
Koi pap kabhi na karna
Use maaf kabhi na karenge
Hum badla leke rahenge
Use maaf kabhi na karenge
Hum badla leke rahenge
Hasti aankho ko
O hasti aankho ko jisne asu diye hai
Use maaf kabhi na karna
Koi pap kabhi na karna
Use maaf kabhi na karna..
Song Details
- Movie
- Daku Aur Mahatma
- Artist
- Ravindra Jain
- Music Directory
- Ravindra Jain
- Music Label
- Saregama
- Singers
- Hemlata (Lata Bhatt), Jaspal Singh, Mahendra Kapoor
- Lyricist
- Ravindra Jain