Aaj Pandrah August Hai By Various Artists

Jhoom jhoom kar gaao re
Jhoom jhoom kar gaao re
Jhoom jhoom kar gaao re
Masti me sab aao re
Masti me sab aao re

Mast hai dharti
Aakash bhi mast hai
Aur kisi ki baat kya karni
Masti bhi kudh masti hai
Ha masti bhi kudh mast hai

Ho o aaj mili thi maa ko aajadi
Aaj mili thi maa ko aajadi
Jhoom ke gaao dilwalo
Aaj pandraha,aaj pandraha
Aaj pandraha,aaj pandraha
Pandraha augest hai
Pandraha augest hai
Pandraha augest hai

Jhoom jhoom kar gaao re gaao re
Jhoom jhoom kar gaao re gaao re

Tha aaj ka suraj chanda jaisa
Aur aaj ka chanda suraj jaisa
Tha aaj ka suraj chanda jaisa
Aur aaj ka chanda suraj jaisa
Hai aaj ki har baat anokhi
Hai aaj ki har baat anokhi
Sab raato se ye baat anokhi
Isliye to kahte hai

Jhoom ke gaao dilwalo matwalo
Aaj pandraha,aaj pandraha
Pandraha augest hai
Pandraha augest hai
Pandraha augest hai
Jhoom jhoom kar gaao re
Jhoom jhoom kar gaao re

Kesri safed aur hara hai
In rango se hai desh bara
Kesri safed aur hara hai
In rango se hai desh bara
Ye rang hai o ye rang hai
Itne anokhe
Kabhi na de ye kisi ko dhokhe
Isliye to kahte hai jhoom ko gaao
Jhoom ke gaao dilwalo matwalo
Aaj pandraha,aaj pandraha
Pandraha augest hai
Pandraha augest hai
Pandraha augest hai
Jhoom jhoom kar gaao re
Jhoom jhoom kar gaao re

Aazadi ke liye humne kya khoya
Gandhi,nehru,subash bhi roya
Baghat, rajguru aue sukh dev
Humne kaise khelo ko khoya
Khelo ko khoya
Lala lajpat rai aur tilak ne
Mahrana partaap aur shivaji ne
Apne khoon me khud ko duboya
Unke liye saara dekh roya
Unke liye saara dekh roya

Jin ne tha gulami ka bojh tha dhoya
Jin ne tha gulami ka bojh tha dhoya
Unke liye bisham sing asfak bhi roya
Asfak bhi roya,asfak bhi roya
Maati uthakar tilak lagao
Teen rango ki shama jalao
Maati uthakar tilak lagao
Teen rango ki shama jalao

Teen rango se hai ye tiranga
Teen rango se hai ye tiranga
Har bharat wasi iss ka patana
Har bharat wasi iss ka patana

Isliye to kahte hai
Jhoom ke gaao dilwalo matwalo
Aaj pandraha,aaj pandraha
Pandraha augest hai
Pandraha augest hai
Pandraha augest hai
Pandraha augest hai
Pandraha augest hai..

Song Details
Movie
Clerk
Artist
Various Artists
Music Directory
Jagdish Khanna, Uttam Singh
Music Label
T-Series
Singers
Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor
Lyricist
Manoj Kumar

more lyrics from Clerk

Aaj Pandrah August Hai
Kadam Kadam
Main Ek Clerk Hu
Neelaam Ghar Mein Humne
Rakh Geeta Pe Haath
Tumse Jo Baat Hui
Tun Tun