Meri nazar se bacha na koi
Meri nazar se bacha na koi
Kaise tu bach payega
Mujhko dhoka dene wale
Aaj tu dhoka khayega
Meri nazar se bacha na koi
Meri nazar se bacha na koi
Kaise tu bach payega
Mujhko dhoka dene wale
Aaj tu dhoka khayega
In hatho mein itni taqat hai
In hatho mein itni taqat hai
Yeh zud jaye to sharafat hai
Yeh mil jaye to mohabbat hai
Yeh uth jaye to qayamat hai
Rakh duga mein masal ke usko
Rakh duga mein masal ke usko
Jo mujhse takarayega
Mujhko dhoka dene wale
Aaj tu dhoka khayega
Meri nazar se bacha na koi
Meri nazar se bacha na koi
Kaise tu bach payega
Mujhko dhoka dene wale
Aaj tu dhoka khayega
Khelega kuch aisa khel khiladi
Khelega kuch aisa khel khiladi
Aaj sikar arega ek sikari
Kisiko muskil pad jayegi bhari
Kar le marne ki ho taiyari
Jaal bichhaya aisa meine
Jaal bichhaya aisa meine
Kaha wo bachke jayega
Mujhko dhoka dene wale
Aaj tu dhoka khayega
Meri nazar se bacha na koi
Meri nazar se bacha na koi
Kaise tu bach payega
Mujhko dhoka dene wale
Aaj tu dhoka khayega
Meine usko pehchana
Meine usko pehchana
Hai raz uska jana
Naam hai mera shera
Dusman ko meine ghera
Tu mera yaar purana
Tu mera yaar purana
Daulat ka jo deewana
To sabko aaj dikhau
Badla mein kaise chukadu
Bolo to mein batladu
Bolo to mein batladu
Dekhoge to sikhladu
Wo koi aur nahi hai
Wo koi aur nahi hai
Wo mein hu
Mein hu mein hu..
Song Details
- Movie
- Chori Mera Kaam
- Artist
- Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
- Music Directory
- Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
- Music Label
- Polydor Records
- Singers
- Kishore Kumar, Verma Malik