Teri Aankho Ke Siva By Madan Mohan Kohli

Teri aankho ke siva
Duniya me rakha kya hai
Teri aankho ke siva
Duniya me rakha kya hai
Ye uthe subah chale
Ye jhuke sham dhale
Mera jina mera marna
Inhi palako ke tale
Teri aankho ke siva
Duniya me rakha kya hai

Palko ki galiyo me chaehre
Baharo ke haste hue
Hai mere khwabo ke kya kya
Nagar inme bate hue
Palko ki galiyo me chaehre
Baharo ke haste hue
Ye uthe subah chale
Ye jhuke sham dhale
Mera jina mera marna
Inhi palako ke tale
Teri aankho ke siva
Duniya me rakha kya hai

Inme mere ane wale
Jamane ki tasvir hai
Chahat ke kajal se
Likhi hui meri takdir hai
Inme mere ane wale
Jamane ki tasvir hai
Ye uthe subah chale
Ye jhuke sham dhale
Mera jina mera marana
Inhi palako ke tale
Teri aankho ke siva
Duniya me rakha kya hai
Ye uthe subah chale
Ye jhuke sham dhale
Mera jina mera marana
Inhi palako ke tale
Teri aankho ke siva
Duniya me rakha kya hai
Teri aankho ke siva
Duniya me rakha kya hai..

Song Details
Movie
Chirag
Artist
Madan Mohan Kohli
Music Directory
Madan Mohan Kohli
Music Label
Saregama
Singers
Mohammed Rafi
Lyricist
Majrooh Sultanpuri

more lyrics from Chirag

Bhor Hote Kaga
Chhayi Barkha Bahar
Chirag Dil Ka Jalao
Jab Dekh Liya
Mere Bichade Saathi
Teri Aankho Ke Siva