Bhagwan Ne Apne Jaisa By Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Bhagwan ne apne jaisa
Bhagwan ne apne jaisa
Har ek insaan banaya
Ye juth kidhar se aaye
Ye paap kaha se aaya
Bhagwan ne apne jaisa

Wo kya hai ik kiran hai
Jo dur kare andiyare
Jo dur kare andiyare
Baate uska ujiyaara
Ye suraj chand sitare
Usne har jyot jlayi
Usne har deep jalaya
Bhagwan ne apne jaisa
Har ek insaan banaya
Bhagwan ne apne jaisa

Duniya me janam khud lekar
Jeevan ki reet banayi
Jeevan ki reet banayi
Banke khud meet sabi ka
Ishwar ne preet banayi
Jivan dene wale e
Jina bhi hume sikhlaya
Bhagwan ne apne jaisa
Har ek insaan banaya
Ye juth kidhar se aaye
Ye paap kaha se aaya
Bhagwan ne apne jaisa
Har ek insaan banaya
Bhagwan ne apne jaisa..

Song Details
Movie
Chhota Bhai
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Anand Bakshi

more lyrics from Chhota Bhai

Baje Mridang
Bhagwan Ne Apne Jaisa
Maa Mujhe Apne Anchal Mein
Na Toh Hum Darte Hein
Nindiya Na Aaye
Ram Tu Sabka Rakhwala