Jara dekh dekh jara dekh dekh
Jara dekh tu pichhe mud ke o jane wale rahi
Jara dekh tu pichhe mud ke o jane wale rahi
Ek do teen char beech chorahe pe khade ho gaye
Ham char sipahi
Jara dekh dekh jara dekh dekh
Jara dekh tu pichhe mud ke o jane wale rahi
Ek do teen char beech chorahe pe khade ho gaye
Ham char sipahi
Jara dekh dekh jara dekh dekh
Bhed sabhi ke kholenge jhut kabhi nahi bolenge
Bhed sabhi ke kholenge jhut kabhi nahi bolenge
Hum insaf ke palde me sabko barabar tolenge
Jiska koi gawah nahi hum uski denge gawahi
Jara dekh dekh jara dekh dekh
Jara dekh tu pichhe mud ke o jane wale rahi
Is chorahe se raste char nikalte hai
Is chorahe se raste char nikalte hai
Apne apne raste pe char sipahi chalte hai
Is chorahe par hai yaro apni baadsaahi
Jara dekh dekh jara dekh dekh
Jara dekh tu pichhe mud ke o jane wale rahi
Ab insaf ke daman ko hum hargij na chhodenge
Ab insaf ke daman ko hum hargij na chhodenge
Ye kanun jo to todega hum uski tange todenge
Ham manmoji bat karenge bas apni manchahi
Jara dekh dekh jara dekh dekh
Jara dekh tu pichhe mud ke o jane wale rahi..
Song Details
- Movie
- Chauraha
- Artist
- Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
- Music Directory
- Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
- Music Label
- Tips
- Singers
- Amit Kumar
- Lyricist
- Anand Bakshi