Tere Ang Ka Rang By Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Tere ang ka rang hai anguri toba
Tere hotho ki rangat sinduri toba
Toba toba,
Tere ang ka rang hai anguri toba
Tere hotho ki rangat sinduri toba
Toba toba

Ye bedhadak jawani dariya ka jaise pani
Baho me tham le tu mai ho chali diwani
Ye bedhadak jawani dariya ka jaise pani
Baho me tham le tu mai ho chali diwani
Tere ang ka rang hai anguri toba
Tere hotho ki rangat sinduri toba
Toba toba,

Bato me ek maza hai
Hasane me ek ada hai
Khush rain zindagi bhar
Naino me jo nasha hai
Bato me ek maza hai
Hasane me ek ada hai
Khush rain zindagi bhar
Naino me jo nasha hai
Tere ang ka rang hai anguri toba
Tere hotho ki rangat sinduri toba
Toba toba..

Song Details
Movie
Chanda Aur Bijli
Artist
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Directory
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label
Saregama
Singers
Sharda Rajan Iyengar
Lyricist
Gopaldas Saxena (Neeraj)

more lyrics from Chanda Aur Bijli

Aaj Koi Aayega
Kaal Ka Pahiya Ghoome
Khud Toh Badnaam Hue
Tere Ang Ka Rang