Phir koi bana mughale aazam
Phir kaid huyi anarkali
Par aaj salim jukega nahi
Dekhegi tamasha sari gali
Mohobbat ke dushman jara hosh me aa
Mohobbat ke dushman jara hosh me aa
Mohobbat ke dushman jara hosh me aa
Bujhaye bujhe na mohabat ke shole
Bujhaye bujhe na mohabat ke shole
E jalim agar tu samundar bhi le aa
Mohabbat ke dushman jara hosh me aa
Mohabbat ke dushman jara hosh me aa
Mohobbat ko koi tijarat samaj ke
Ya pathar ki koi imarat samaj ke
Ye na soch
Ye na soch bazar me bech dega
Ye sauda bahut tujko mahenga padega
Jo bik jaye wo hoshe mohobbat nahi hai
Mohobbat nahi hai, mohobbat nahi hai
Jo bik jaye woh hoshe mohobbat nahi hai
Mohobbat hai ibadat mohabbat hai pooja
Mohobbat ke dushman jara hosh me aa
Mohobbat ke dushman jara hosh me aa
Sitam aise pahle bhi to ho chuke hai
Deewane magar kiske aage jhuke hai
Dilo pe na teri hukumat chalegi
Mohobbat ye janjiro me na bandhegi
Fatah kar sake jo mohobbat ki duniya
Mohobbat ki duniya, mohobbat ki duniya
Fatah kar sake jo mohobbat ki duniya
Agar kahi ho to wo sikandar bhi le aa
Mohobbat ke dushman jara hosh me aa
Mohobbat ke dushman jara hosh me aa
Ye joshe janun jab bagawat pe aaye
Kate to kate sar jhuke na jhukaye
Sitamgar hai aaya bura wakt tera
Deewana ulat dega ye takht tera
Jo sar kat de dil ke joshe junun ka
Joshe junun dil ke joshe junun ka
Joshe junun ka, joshe junun ka
Jo sar kat de dil ke joshe junun ka
Agar mil sake to wo khanjar bhi le aa
Mohabaat ke dushman jara hosh me aa
Bujhaye bujhe na mohobbat ke shole
E jalim agar tu samundar bhi le aa
Mohabbat ke dushman jara hosh me aa
Mohabbat ke dushman jara hosh me aa
Jara hosh me aa
Mohabbat ke dushman jara hosh me aa
Mohabbat ke dushman jara hosh me aa..
Song Details
- Movie
- Chameli Ki Shaadi
- Artist
- Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
- Music Directory
- Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
- Music Label
- Saregama
- Singers
- Anwar Hussain
- Lyricist
- Anjaan