Door Door Tum By Bappi Lahiri

Door door tum rahe, pukarte hum rahe
Aaj ki raat tum jao na
Aakar baahon mein, samakar aahon main
Ab yun nazar ko churao na
Door door tum rahe, pukarte hum rahe
Aaj ki raat tum jao na

Aaj raat ko, husn ishq ho
Phir bula raha hai
Phir bula raha hai
Aag paani main,
Kis pyaar se,
Phir mila raha hai,
Phir mila raha hai
Phirse woh pyaare bahar ke din aaj tum le aao na
Door door tum rahe, pukarte hum rahe
Aaj ki raat tum jao na
Akar bahhon main, samakar aahoon main
Ab yun nazar ko churao na
Door door tum rahe, pukarte hum rahe
Aaj ki raat tum jao na

Hmm hmm
Chalte chalte kahin,
Beech raah main,
Kho gaye the tum,
Kho gaye the tum,
Pyaar mein kho kar,
Hamaare hi ho kar,
Ho gaye the gum,
Ho gaye the gum
Pyaasi tumhaari kabse hun main ab tum tarsao na
Door door tum rahe, pukarte hum rahe
Aaj ki raat tum jao na
Aakar bahhon main, samaakar ahoon main
Ab yun nazar ko churao na
Door door tum rahe, pukarte hum rahe
Aaj ki raat..

Song Details
Movie
Chalte Chalte
Artist
Bappi Lahiri
Music Directory
Bappi Lahiri
Music Label
Polygram
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Amit Khanna

more lyrics from Chalte Chalte

Pyaar Men Kabhi Kabhi
Chalte Chalte
Door Door Tum
Jaanaa Kahaan Hai