Halki halki sard hawa dil matwaala jhum raha
Mausam bhi hai saathi bhi hai, o deewane saaj utha
Halki halki sard hawa dil matwaala jhum raha
Mausam bhi hai saathi bhi hai, o deewaane saaj utha

Raks ke baadal chha jaaye, nagamon ki barsaate ho
Ishq bhare afsaane ho, husn bhari kuchh baatein ho

Kehata ja sharmaata ja, apani dhun mein gaata ja
Mausam bhi hai saathi bhi hai, o deewaane saaj utha
Halki halki sard hawa dil matwaala jhum raha
Mausam bhi hai saathi bhi hai, o deewaane saaj utha
Halki halki sard hawa dil matwaala jhum raha
Aaj bahaare teri hain, phul hai teri raahon mein
Raat pe tera kaabu hai, chaand hai teri baahon mein

Rang udaaya dhoom macha, bhaag jamaana hai tera
Mausam bhi hai saathi bhi hai, o deewaane saaj utha
Halki halki sard hawa dil matwaala jhum raha..
Song Details
- Movie
- Bombay Ka Chor
- Artist
- Ravi Shankar Sharma (Ravi)
- Music Directory
- Ravi Shankar Sharma (Ravi)
- Music Label
- Saregama
- Singers
- Asha Bhosle
- Lyricist
- Rajendra Krishan