Aise Daaton Mein Ungli By Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Aise danto me ungli chabao nahi
Rat jagi ho hamse chupao nahi
Aise danto me ungli chabao nahi
Rat jagi ho hamse chupao nahi
Koi sapno me aata raha rat bhar
Koi sapno me aata raha rat bhar
Na mai soyi na mai jagi hame atao nahi
Aise danto me ungli chabao nahi
Rat jagi ho hamse chupao nahi

Koi anjan si ek pahchan thi
Meri aankho pe jhuk kar bulati rahi
Na mai boli na mai jagi
Sirf sanso ki awaz aat irahi
Ek agosh me kaid thi rat bhar
Lo bata to diya satao nahi
Tumko sapno ki sogandh banao nahi
Rat jagi ho hamse chupao nahi
Tumko sapno ki sogandh banao nahi
Rat jagi ho hamse chupao nahi

Jism jalta raha jaise khusbu jale
Sans hotho pe aakar sulagte rahe
Jism jalta raha jaise khusbu jale
Sans hotho pe aakar sulagte rahe
Na jali mai na bujhi mai
Mere hotho pe sawan baraste rahe
Sokh malta raha ediya rat bhar
Lo bata to diya hame satao nahi
Jao jao hame yu banao nahi
Dil diya hai kisi ko chupao nahi
Aise danto me ungli chabao nahi
Dil diya hai kisi ko chupao nahi..

Song Details
Movie
Biwi Aur Makan
Artist
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Directory
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle, Usha Mangeshkar
Lyricist
Gulzar (Sampooran Singh Kalra)

more lyrics from Biwi Aur Makan

Aa Tha Jab Janam
Aise Daaton Mein Ungli
Anhoni Baat Thi
Dabe Labo Se
Jaane Kahan Dekha Hai
Jab Dosti Hoti Hai
Khul Simsim
Rehne Ko Ghar Do
Sawan Mein Barkha Sataaye