Mera Naam Bahut Badnaam By Usha Khanna

Kajal ne to daag lagaya
Payal ne iljaam kiya
Charaahe pe chunari giri to
Humne kaleja thaam liya
Ghungat uthake sare aam
Ghungat uthake sare aam
Mujhko inhi logo ne kiya badnaam
Ho inhi logo ne kiya badnaam
Ye to inki nazar ka hai kaam
Shahar mein mera naam bahot badnaam
Ho mera naam bahot badnaam

Baali umar ne julm kiya
Jaane kya kya soch liya
Baali umar ne julm kiya
Jaane kya kya soch liya
Nathni jab nilam hui
Shishe mein chehra na dekha gaya
Ghunghru pahnaake mere raam
Haye raam ghunghru pahnaake mere raam
Mujhko inhi logo ne kiya badnaam

Jabse umar iljaam hui
Subah hui naa shaam hui
Jabse umar iljaam hui
Subah hui naa shaam hui
Inka tamasha ek ghadi
Apni umar naakaam hui
Ratiya jagake bina kaam
Ratiya jagake bina kaam
Mujhko inhi logo ne kiya badnaam

Dil ka dhadkana khub raha
Tapak tapak kayi khun baha
Dil ka dhadkana khub raha
Tapak tapak kayi khun baha
Logo ne bahot jaam bhare
Aur nasha kayi roj kiya
Saaki banake subahsham
Saaki banake subahsham
Mujhko inhi logo ne kiya badnaam
Ghungat uthake sare aam
Mujhko inhi logo ne kiya badnaam
Ho inhi logo ne kiya badnaam..

Song Details
Movie
Bin Phere Hum Tere
Artist
Usha Khanna
Music Directory
Usha Khanna
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle
Lyricist
Vishweshwar Sharma

more lyrics from Bin Phere Hum Tere

Dost Ban Ke Aaye Ho
Main Kya Maangu
Mera Naam Bahut Badnaam
Saji Nahin Baarat To Kyaa