Aadmi Ki Zindagi Ka By Various Artists

Jawa jismo ke milne me
Khudayi aag hoti hai
Ha ruhani vasl hota hai
Khudayi baat hoti hai
Kasam ulfat ki ulfat se
Gale milte ho jab mujhse
Tumhare pyar ko pakar
Meri ruh pak hoti hai
Aadmi ki zindagi ka
Aurat nasha hai
Aadmi ki zindagi ka
Aurat nasha hai
Sathi wafadar ho to
Jine ka maza hai
Ha sathi wafadar ho to
Jine ka maza hai
Aadmi ki zindagi ka
Aurat nasha hai

Aurat ki nazaro me
Shohar khuda hai
Aurat ki nazaro me
Shohar khuda hai
Ha pyar mile uska to
Jine ka maza hai
Pyar mile uska to
Jine ka maza hai
Aurat ki nazaro me
Shohar khuda hai

Namaze ishq ka aashiq hu
Kalma padhne de
Ha ha kalma padhne de
Hansi chehare ko kaba man ke
Sazda karne de
Ha ha sazda karne de
Khudayi nur nazar aaye
Teri nazaro me
Usiki roshani me mujhko
Aage badhne de
Ha ah aage badhne de
Aisi baat hai
Aurta ki ulfat farishta bana de
Aurta ki ulfat farishta bana de
Khuda ki khudayi se
Rishta bana de
Khuda ki khudayi se
Rishta bana de
Wo chahe to insan ko
Itna utha de
Ke insa ka rutba
Khuda se mila de
Khuda se mila de

Mohabbta me insa
Khuda se mila hai
Mohabbta me insa ha ha
Mohabbta me insa
Khuda se mila hai
Mohabbta me insa
Khuda se mila hai
Khuda se mila hai
Khuda se mila hai
Mohabbta me insa
Khuda se mila hai
Ha ha sathi wafadar ho to
Jine ka maza hai
Aadmi ki zindagi ka
Aurat nasha hai

Mohabbat mandir masjid
Girjo se unchi hai
Mohabbat unchi hai
Mohabbat ki ibadat ka
Bana le zindagi ko
Saza le zindagi ko
Dua karta hu mola se ke
Jab tak sans chale
Barabar jaa bhi rakh pau
Husn ki bandgi ko
Ishq ki bandgi ko,

Mohabbta ki dolat
Khuda ki khudayi
Mohabbta ki dolat
Khuda ki khudayi
Jise mil gayi bandgi kam aayi
Jise mil gayi bandgi kam aayi
Na mai ji saki zindagi bhar
Na wo ji saka zindagi
Na use maut aayi
Use maut aayi

Mohabbat bina zindagi
Ek saza hai
Mohabbat bina ha ha
Mohabbat bina zindagi
Ek saza hai
Mohabbat bina zindagi
Ek saza hai
Mohabbat bina zindagi
Ek saza hai
Ha mohabbat bina zindagi
Ek saza hai
Ha sathi samjhdar ho to
Jine ka maza hai
Aurat ki nazaro me
Shohar khuda hai..

Song Details
Movie
Bheegi Palkein
Artist
Various Artists
Music Directory
Jugal Kishore, Tilak Raj
Music Label
Universal
Singers
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyricist
M. G. Hashmat

more lyrics from Bheegi Palkein

Aadmi Ki Zindagi Ka
Jab Tak Maine Samjha
Janam Janam Kaa Saath Hai
Naino Mein Sapne Samaye
O Mother Mary