Bol meri gudiya gudde ne sang jayegi
Jake piya pyare ka angana basayegi
Gudde se kahdo mai hu matwali
Resham me lipti phulo ki dali
Gudde se kahdo mai hu matwali
Resham me lipti phulo ki dali
Nakhre uthana hoga sar pe bithana hoga
Nakhre uthana hoga sar pe bithana hoga
Are bol mere gudde khyal tera kya hai
Tu bhi kuch kahde sawal tera kya hai
Kahdo ye gudda hai gairat wala
Karta nahi hai koi dhandha kala
Kahdo ye gudda hai gairat wala
Karta nahi hai koi dhandha kala
Chakki bhi chalna hoga pair bhi dabana hoga
Chakki bhi chalna hoga pair bhi dabana hoga
Bol meri gudiya irada kya hai
Jan liya tune sahjada tera kya hai
Bol meri gudiya
Bol meri gudiya irada kya hai
Jan liya tune sahjada tera kya hai
Juti bhi meri na pise chakki
Karni padegi sab sharte pakki
Juti bhi meri na pise chakki
Karni padegi sab sharte pakki
Mele me le jana hoga jhumka dilana hoga
Mele me le jana hoga jhumka dilana hoga
Bol mere gudde ye bat lage kaisi
Tujhe teri gudiya ki jat lagi kaisi
Bol mere gudde
Bol mere gudde ye bat lage kaisi
Tujhe teri gudiya ki jat lagi kaisi
Chodo ji hai ye kaha ki rani
Bharna padega kuwe se pani
Chodo ji hai ye kaha ki rani
Bharna padega kuwe se pani
Jhadu bhi lagana hoga khana bhi pakana hoga
Jhadu bhi lagana hoga khana bhi pakana hoga
Munne ko khilana hoga
Aaya ko bulana hoga
Baho me jhulana hoga
Jhula bhi mangwana hoga
Ha pair bhi dabana hoga
Sar pe bithana hoga
Chakki bhi chalana hoga
Mele me le jana hoga
Munne ko khilana hoga
Aaya ko bulana hoga
Baho me jhulana hoga
Jhula bhi mangwana hoga
Ha pair bhi dabana hoga
Sar pe bithana hoga
Chakki bhi chalana hoga
Mele me le jana hoga
Khana bhi pakana hoga
Jhumka dilana hoga
Jhadu bhi lagana hoga
Nakhre uthana hoga..
Song Details
- Movie
- Bhai Ho To Aisa
- Artist
- Various Artists
- Music Directory
- Om Prakash Sharma, Master Sonik
- Music Label
- Polydor Music
- Singers
- Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
- Lyricist
- Sahir Ludhianvi