Jab se gaya ladakpan mera ke bairi hua jamana re
Jab se gaya ladakpan mera ke bairi hua jamana re
Ghar walo ne mana kar diya kahi mera aana jana re
Ho koi mile nahi man ka kanhaiya
Purab paschhim dhundhe baba bhaiya
Ho koi mile nahi man ka kanhaiya
Purab paschhim dhundhe baba bhaiya
Jab se gaya ladakpan mera ke bairi hua jamana re
Jab se gaya ladakpan mera ke bairi hua jamana re
Mai jab sou dekh ke chanda sapne me koi aaye
Mai jab sou dekh ke chanda sapne me koi aaye
Pakad ke baiya neem ki chhaiya haye mohe le jaye
Papi chhode na hamri kalaiyya
Mai to jag jau nindiya se daiyya
Papi chhode na hamri kalaiyya
Mai to jag jau nindiya se daiyya
Jab se gaya ladakpan mera ke bairi hua jamana re
Jab se gaya ladakpan mera ke bairi hua jamana re
Gora mukhada dekh ke mera
Chalta rahi ruk jaye
Gora mukhada dekh ke mera
Chalta rahi ruk jaye
Pas padoshi tana mare haye haye haye
Mose saha nahi jaye
Log kahe suno o meri gaiya
Mat chamko bijuriya ki naiyya
Log kahe suno o meri gaiya
Mat chamko bijuriya ki naiyya
Jab se gaya ladakpan mera ke bairi hua jamana re
Jab se gaya ladakpan mera ke bairi hua jamana re
Ghar walo ne mana kar diya kahi mera aana jana re
Ho koi mile nahi man ka kanhaiya
Purab paschhim dhundhe baba bhaiya
Ho koi mile nahi man ka kanhaiya
Pura paschim dhundhe baba bhaiya..
Song Details
- Movie
- Bhagwan Parshuram
- Artist
- Jai Kumar
- Music Directory
- Jai Kumar
- Music Label
- Saregama
- Singers
- Lata Mangeshkar
- Lyricist
- Madan Bharati