Dil diya daulat ko ai insaan tune kya kiya
Bhul baitha pyaar ko naadaan tune kya kiya
Aa aa aa aa
Aankhon ko mila yaar se aa aa aa aa
Aankhon ko mila yaar se, pine ka maja le
Aankhon ko mila yaar se, pine ka maja le
Are mitkar kisi dildaar pe jine ka maja le
Mitkar kisi dildaar pe jine ka maja le
Daulat ki hawas chhod kahin pyaar mein kho ja
Aur jalawo ki barsaat mein hasti ko dubo ja, phir
Are phir jhum ke ha
Phir jhum ke saawan ke mahine ka maja le
Phir jhum ke saawan ke mahine ka maja le
Aankhon ko mila yaar se, pine ka maja le
Mitkar kisi dildaar pe jine ka maja le
Gaafil kabhi paise ke tu najdik na jaana
Khanjar hai yeh khanjar ko gale se na lagaana
Yeh jindagi do din ki hai aa aa aa aa aa
Yeh jindagi do din ki hai jine ka maja le
Yeh jindagi do din ki hai jine ka maja le
Aankhon ko mila yaar se, pine ka maja le
Mitkar kisi dildaar pe jine ka maja le
Daulat se chala pyaas bujhaane tu jigar ki
Daulat se chala pyaas bujhaane tu jigar ki
Beh ja kahin maujon mein kisi mast najar ki
Pyaasa hai toh iss mauj se ha aa aa aa aa
Are pyaasa hai toh iss mauj se pine ka maja le
Pyaasa hai toh iss mauj se pine ka maja le
Mitkar kisi dildaar pe jine ka maja le
Aankhon ko mila yaar se, pine ka maja le
Aankhon ko mila yaar se, pine ka maja le..
Song Details
- Movie
- Bhagam Bhag
- Artist
- Omkar Prasad Nayyar
- Music Directory
- Omkar Prasad Nayyar
- Music Label
- Saregama
- Singers
- Mohammed Rafi, Shiv Dayal Batish
- Lyricist
- Majrooh Sultanpuri