Dil Mein Ek Jaan E Tamanna Ne By Sachin Dev Burman

Aaj seeshe main baar baar unhe
Dil ki murat dikahi deti hain
Apni surat nazar nahi aati
Meri surat dekhai deti hain

Dil me ek jane tamanna ne jagah payi hai
Aaj gulshan me nahee ghar me bahar aayi hai
Dil me ek jane tamanna ne jagah payi hai
Aaj gulshan me nahee ghar me bahar aayi hai
Dil me ek jane tamanna ne jagah payi hai

Aa gaya mere tassvur me koyee parda nashi
Aa gaya mere tassvur me koyee parda nashi
Aaj har chijh najar aane lagee mujhko hasin
Kya kahu mai badi dil kash meree tanahayi hai
Aaj gulshan me nahee, ghar me bahar aayi hai
Dil me ek jane tamanna ne jagah payi hai

Husn ke samne ishare wafa hai mushkil
Husn ke samne ishare wafa hai mushkil
Kash chupkar hee woh sunle meraa afsane dil
Jisne yeh pyar kee manjil muje dikhlayi hai
Aaj gulshan me nahee ghar me bahar aayi ha
Dil me ek jane tamanna ne jagah payi hai..

Song Details
Movie
Benazir
Artist
Sachin Dev Burman
Music Directory
Sachin Dev Burman
Music Label
Saregama
Singers
Mohammed Rafi
Lyricist
Shakeel Badayuni

more lyrics from Benazir

Alvida Jane Wafa Meri Manzil Aa Gayi
Baharon Ki Mehfil Suhani Rahegi
Dil Mein Ek Jaan E Tamanna Ne
Gham Nahi Gar Zindagi
Husn Ki Bahare Liye
Le Gayi Ek Haseena Dil
Main Shola Hoon
Mil Ja Jaane Jana Mil Ja
Mubarak Hai Woh Dil Jisko