Aa rira ru, aa rira ru, oo mata ke ladle soja tu
Aa rira ru, aa rira ru, oo mata ke ladle soja tu
Mata kon pita kon, mata kon pita kon
Tujhe kya pata, dekha nahi suna nahi, naam kisi ka
Mata kon pita kon, tujhe kya pata,
Dekha nahi suna nahi, naam kisi ka
Jhule me jhulaya nahi kisi ne mujhe
Sine se lagaya nahi kisi ne mujhe
Mata kon pita kon, tujhe kya pata,
Dekha nahi suna nahi, naam kisi ka
Mata kon pita kon,
Aa rira ru, aa rira ru, oo mata ke ladle soja tu
Aa rira ru, aa rira ru, oo mata ke ladle soja tu
Ma ka dudh mila nahi pine ke liye
Ma ka dudh mila nahi pine ke liye
Maine apni aansu piye jine ke liye, jine ke liye
Jane kab aaya gaya bachpan mera
Bhukha pyasa nanga khali jiwan mera
Mata kon pita kon, mata kon pita kon
Tujhe kya pata, dekha nahi suna nahi, naam kisi ka
Jivan me ki hai maine kai choriya
Jivan me ki hai maine kai choriya
Par mai chura na saka ma ki loriya, ma ki loriya
Jua khela, daru piya sab kuch kiya
Phir bhi ye gam bhula na saka.
Mata kon pita kon, mata kon pita kon
Tujhe kya pata, dekha nahi suna nahi, naam kisi ka
Kachare ke dhabe me giraya gaya tha
Kachare ke dhabe me giraya gaya tha
Mai kachare ke dhabe se uthaya gaya tha,
Uthaya gaya tha
Mere man me pyar nahi kahar hai bhara
Mere tan me khun nahi jahar ahi bhara
Mata kon pita kon, tujhe kya pata,
Dekha nahi suna nahi, naam kisi ka
Jhule me jhulaya nahi kisi ne mujhe
Sine se lagaya nahi kisi ne mujhe
Mata kon pita kon, mata kon pita kon
Mata kon pita kon, mata kon pita kon..
Song Details
- Movie
- Benaam Badsha
- Artist
- Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
- Music Directory
- Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
- Music Label
- Saregama
- Singers
- Kavita Krishnamurthy, S. P. Balasubrahmanyam
- Lyricist
- Anand Bakshi