Main Ne Yeh Faisla Kar Liya Hai By Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Maine ye faisla kar liya hai
Ke mai tumse mohabbat karunga
Maine ye faisla kar liya hai
Ke mai tumse mohabbat karunga
Log puje kisi ko mujhe kya
Mai tumhari ibadat karunga
Maine ye faisla kar liya hai
Ke mai tumse mohabbat karungi
Log puje kisi ko mujhe kya
Mai tumhari ibadat karunga
Maine ye faisla kar liya hai
Ke mai tumse mohabbat karunga

Dil ka arman ye nikalunga mai
Jan de dunga jaher kha lunga
Dil ka arman ye nikalunga mai
Jan de dunga jaher kha lunga
Tumkpo hasil na kar saka to
Dekh lena mai qayamat karunga
Maine ye faisla kar liya hai
Ke mai tumse mohabbat karungi
Maine ye faisla kar liya hai
Ke mai tumse mohabbat karunga

Dil me is dard ko ghar banane na du
Dil me is dard ko ghar banane na du
Maine chaha tumhe pas aane du
Aa gaye to ye yad rakhna
Ab na tumko mai ruksat karungi
Maine ye faisla kar liya hai
Ke mai tumse mohabbat karunga
Maine ye faisla kar liya hai
Ke mai tumse mohabbat karungi

Jab mai wakif na thi ishk ke nam se
Tab gujarte the din kitne aram se
Jab mai wakif na tha ishk ke nam se
Tab gujarte the din kitne aram se
Tune cheda mujhe dekh lena
Mai bhi puri sararat karungi
Maine ye faisla kar liya hai
Ke mai tumse mohabbat karunga
Log puje kisi ko mujhe kya
Mai tumhari hi ibadat karunga
Maine ye faisla kar liya hai
Ke mai tumse mohabbat karungi
Maine ye faisla kar liya
Maine ye faisla kar liya
Faisla kar liya, faisla kar liya
Kar liya, kar liya..

Song Details
Movie
Bekaraar
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Ultra
Singers
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Lyricist
Anand Bakshi

more lyrics from Bekaraar

Bekaraar Kiya
Door Door Kahin Majhi Pukara
Gaadi Chhuk Chhuk Chalti Hai
Main Ne Yeh Faisla Kar Liya Hai
Siyapati Ramchandra Ki Jai
Tum Chale Aaye Ho Chalo