Jaane Kaise Beetegi Yeh Barsaaten By Rahul Dev Burman

Jaane kaise beetegi yeh barsaaten
Jaane kaise beetegi yeh barsaaten
Mange huye din hai, mangi huyee rate
Jaane kaise beetegi yeh barsaaten
Mange huye din hai, mangi huyee rate
Jaane kaise beetegi

Dhuwan dhuwan sa rehta hai
Bujhee bujhee see aakho me
Dhuwan dhuwan sa rehta hai
Bujhee bujhee see aakho me
Sulag rahe hain gile aasu
Aag lagati hain barsate
Mange huye din hai, mangi huyee rate
Jaane kaise beetegi

Bhara huwa tha dil shayad
Chhalak gaya hain sine me
Bhara huwa tha dil shayad
Chhalak gaya hain sine me
Behne lage hai sare shikwe
Badi gamgin hain dil kee bate
Mange huye din hai, mangi huyee rate
Jaane kaise beetegi yeh barsaaten
Mange huye din hai, mangi huyee rate
Jaane kaise beetegi..

Song Details
Movie
Baseraa
Artist
Rahul Dev Burman
Music Directory
Rahul Dev Burman
Music Label
Universal
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Gulzar (Sampooran Singh Kalra)

more lyrics from Baseraa

Aaungi Ek Din Aaj Jaaun
Chup Chup Chuppa Chupi
Jaane Kaise Beetegi Yeh Barsaaten
Jahanpe Sawera Ho Basera Wahin
Sanware Sunao Bansuri
Tumhe Chhodake