Naino Mein Suraj By Omkar Prasad Nayyar

Naino me suraj ki kirne chanda jaisa rup hai
Naino me suraj ki kirne chanda jaisa rup hai
Bachna babu jal nahi jana bahut kadi ye dhup hai
Naino me suraj ki kirne chanda jaisa rup hai

Chand ko chhune chala hai dekho
Ud kar ek chakor re
Chand ko chhune chala hai dekho
Ud kar ek chakor re
Kaise pahuchega tu chakor re
Par tere kamjor re
Par tere kamjor re
Pagal panchi ye nahi jane chanda kitni dur hai
Bachna babu jal nahi jana bahut kadi ye dhup hai
Naino me suraj ki kirne chanda jaisa rup hai

Phul ki khatir mali ko kaato se nibhana padta hai
Phul ki khatir mali ko kaato se nibhana padta hai
Pyar to hai ek aag ka dariya
Dub ke jana padta hai
Dub ke jana padta hai
Jo kuchh hoga sab sahlenge is dil ko manjur hai
Bachna babu jal nahi jana bahut kadi ye dhup hai
Naino me suraj ki kirne chanda jaisa rup hai..

Song Details
Movie
Basant
Artist
Omkar Prasad Nayyar
Music Directory
Omkar Prasad Nayyar
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyricist
Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari)

more lyrics from Basant

Aji Ulfat Ko Khushiyon Ki
Chori Chori Ek Ishara
Ghoom Ke Aaya Hoon Main
Idhar Main Khubsurat Hoon
Mere Dil Pe Laga De
Mere Lehange Mein
Naino Mein Suraj
Peechhe Hat Babu
Raaste Mein Ek Haseen
Ukad Dukad Main