Unche parbat gehre saagar sabka bojh uthaye
Isiliye to ye dharti dharti mata kahlaye
Unche parbat gehre saagar sabka bojh uthaye
Isiliye to ye dharti dharti mata kahlaye
Unche parbat gehre saagar
Phulo ko bojh na samjhe
Chahe jhuk jaye dali
Phulo ko bojh na samjhe
Chahe jhuk jaye dali
Hogi wo koi abhagan
Jis maa ki god ho khali
Jis maa ka ho na beta
Mar ke bhi jati na paye
Unche parbat gehre saagar sabka bojh uthaye
Isiliye to ye dharti dharti mata kahlaye
Unche parbat gehre saagar
Bin mata ka hai sipi
Beta hai uska moti
Bin mata ka hai sipi
Beta hai uska moti
Mata ki aankhe deepak
Beta hai unki jyoti
Ye amar pran dunia me
Jug jug se chalta aaye
Unche parbat gehre saagar sabka bojh uthaye
Isiliye to ye dharti dharti mata kahlaye
Unche parbat gehre saagar
Ik beta bhi tha aisa
Jo nikla katil maa ka
Ik beta bhi tha aisa
Jo nikla katil maa ka
Jab war wo karke bhaga
To yu bol dil ma ka
Mat bhag mai tujh par wari
Tujhe thokar na lag jaye
Unche parbat gehre saagar sabka bojh uthaye
Isiliye to ye dharti dharti mata kahlaye
Unche parbat gehre saagar..
I Love New Year | |
Khoon Ki Pyasi | |
Bajrangi Bhaijaan | |
Baahubali: The Beginning | |
Kyun! Ho Gaya Na | |
Dahek: A Burning Passion |