Main aaj chalu aise
Pawan chale jaise
Patang udde jaise
Nagariya mein
Main aaj chalu aise
Pawan chale jaise
Patang udde jaise
Nagariya mein
Main nar matwali
Phulawa ki dali
Chatak gayi gayi
Bali umariya mein
Main aaj chalu aise
Pawan chale jaise
Patang udde jaise
Nagariya mein
Chhune se saiya ke nas nas
Mein bijuri si dhuad gayi
Ang tod gayi
Chhune se saiya ke nas nas
Me bijuri si dhuad gayi
Ang tod gayi
Ban ke kaman nazar badardi ki
Tir chhoad gayi ang tod gayi
Tir chhoad gayi ang tod gayi
Main lakh padi payia
Pakad ke baiya
Na rok mujhe saiya
Nagariya mein
Main aaj chalu aise
Pawan chale jaise
Patang udde jaise
Nagariya mein
Nain chhupaye chali jau ghabrau
Koi jan na le pehchan na le
Nain chhupaye chali jau ghabrau
Koi jan na le pehchan na le
Ib ka karu sharmau ghabrau
Koi jan na le pehchan na le
Koi jan na le pehchan na le
Jo aankh uth jaye surat teri haye
Nazar saf aaye nazariya mein
Main aaj chalu aise
Pawan chale jaise
Patang udde jaise
Nagariya mein
Bhule se fir na hath me
Mai kalayi dungi
Mai duhayi dungi
Bhule se fir na hath mein
Main kalayi dungi
Main duhayi dungi
Main bhuli tere samane fir na
Main angdai lungi
Main duhayi dungi
Angdai lungi main duhayi dungi
Ye haal kiya tane
Ke aankh lage pehne
Chhupaya mukh maine
Chunariya mein
Main aaj chalu aise
Pawan chale jaise
Patang udde jaise
Nagariya mein..
Song Details
- Movie
- Banphool
- Artist
- Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
- Music Directory
- Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
- Music Label
- Saregama
- Singers
- Lata Mangeshkar
- Lyricist
- Anand Bakshi