Jai bajrang bali ki jai
He maruti he maruti he maruti sari
Ram katha ka sar tumhari ankho me
He maruti sari ram katha ka
Sar tumhari ankho me
Dunia bhar ki bhakti ka hai
Dunia bhar ki bhakti ka hai
Bhandar tumhari ankho me
He maruti he maruti sari ram
Katha ka sar tumhari ankho me
Jai jai jai bajrang bali,jai jai jai bajrang bali
Jai jai jai bajrang bali, jai jai jai bajrang bali
Lanka ko tumi ne jalaya tha
Jalaya tha, jalaya tha
Rawan ko tumhi ne hilaya tha
Hilaya tha hilaya tha
Sanjiwani buti lakarke
Sanjiwani buti lakarke lakshman ko
Tumhi ne jiraya tha jiraya tha
Jiyaya tha
Rahe priya sada raghnandan ji
Rahe priya sada raghnandan ji
Sakar tumhari ankho me
He maruti he maruti sari ram
Katha ka sar tumhari ankho me
Jai jai jai bajrang bali,jai jai jai bajrang bali
Jai jai jai bajrang bali,jai jai jai bajrang bali
Tum sachmuch sankatmochan ho
Tum sachmuch sankatmochan ho,
Sankatmochan ho
Sankar ki tarah trilochan ho, trilochan ho
Jis par ho tumhari kirpa ue
Jis par ho tumhari kirpa use kabhi
Kast na ho kabhi soch na ho
Chinta ka jo kat ke rakhde wo
Chinta ka jo kat ke rakhde wo
Talwar tumhari ankho me
He maruti he maruti he maruti sari
Ram katha ka sar tumhari ankho me
He maruti sari ram katha ka sar
Tumhari ankho me
Jai jai jai bajrang bali,jai jai jai bajrang bali
Jai jai jai bajrang bali,jai jai jai bajrang bali..
Song Details
- Movie
- Bajrangbali
- Artist
- Various Artists
- Music Directory
- Anandji Virji Shah, Aziz Nazan, Kalyanji Virji Shah
- Music Label
- Saregama
- Singers
- Mahendra Kapoor
- Lyricist
- Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep)