Waqif Hoon Khoob Ishq Ke By Roshanlal Nagrath (Roshan)

Araz e shauq aankhon mein hai,
Araz e wafa aankhon mein hai
Tere aage baat kahane ka
Maza aankhon mein hai

Waqif hoon khoob ishq ke
Tarz e bayan se main
Waqif hoon khoob ishq ke
Waqif hoon khoob ishq ke
Tarz e bayan se main
Waqif hoon khoob ishq ke
Tarz e bayan se main
Kah doonga dil ki baat
Kah doonga dil ki baat
Nazar ki zuban se main
Kah doonga dil ki baat
Kah doonga dil ki baat

Meri wafa ka shauq se
Tu imtahaan le
Meri wafa ka shauq se
Tu imtahaan le
Meri wafa ka shauq se
Tu imtahaan le
Guzarunga tere ishq mein
Guzarunga tere ishq mein
Har imtahan se main
Guzarunga tere ishq mein

Ai husn e aashana
Tere jalawon ki khair ho
Ai husn e aashana
Ai husn e aashana
Tere jalawon ki khair ho
Ai husn e aashana
Tere jalawon ki khair ho
Begana ho gaya
Begana ho gaya hoon
Gam e do jahan se main
Begana ho gaya hoon
Gam e do jahan se main
Begana ho gaya hoon
Waqif hoon khoob ishq ke
Tarz e bayan se main
Waqif hoon khoob ishq ke..

Song Details
Movie
Bahu Begum
Artist
Roshanlal Nagrath (Roshan)
Music Directory
Roshanlal Nagrath (Roshan)
Music Label
Saregama
Singers
Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lyricist
Sahir Ludhianvi

more lyrics from Bahu Begum

Dhoondh Ke Laoon Kahan Se
Duniya Kare Sawal
Hum Intezaar Karenge
Log Kehte Hain Ki
Nikle The Kaha Jane Ke Liye
Pad Gaye Jhoole
Sirf Apne Khayalon Ki Parchayi
Waqif Hoon Khoob Ishq Ke