Dil to pehle hi se madhosh hian, matwala hain
Aur kuch aapne deewana bana daala hain
Dil to pehle hi se madhosh hian, matwala hain
Aur kuch aapne deewana bana daala hain
Kuch to yeh umar bhi deewani hua karti hain
Kuch to yeh umar bhi deewani hua karti hain
Kuch jawaani ki meherbani hua karti hain
Oh ho ho ho ho, ah ha ha ha ha
Jisne har saans ko ek shola bana daala hain
Aur kuch aapne deewana bana daala hain
Sach kaha aapne is waqt mujhe hosh nahin
Jhoomkar aapki baahon mein na gir jaaon kahin
Jhoomkar aapki baahon mein na gir jaaon kahin
In nigahon ne humein aur mitaa daala hain
Dil to pehle hi se madhosh hian, matwala hain
Yeh machalti hui zulfein yeh dehekte rukhsaat
Yeh machalti hui zulfein yeh dehekte rukhsaat
Rokiyen, rokiyen, apni yeh adaayen sarkar
Oh ho ho ho ho, ah ha ha ha ha
Pure jazbaaton mein toofan utha daala hain
Aur kuch aapne deewana bana daala hain
Dil to pehle hi se madhosh hian, matwala hain..
Song Details
- Movie
- Baharen Phir Bhi Aayengi
- Artist
- Omkar Prasad Nayyar
- Music Directory
- Omkar Prasad Nayyar
- Music Label
- Saregama
- Singers
- Asha Bhosle, Mohammed Rafi
- Lyricist
- Shewan Rizvi