Peeten hain peelate hain
Har waqt nashein mein rahete hain
Peeten hain peelate hain
Har waqt nashein mein rahete hain
Humein log sharabi kehate hain
Humein log sharabi kehate hain
Humein log sharabi kehate hain
Humein log sharabi kehate hain
Naarangi maosambi anguri baadami
Jo jee mein aaye mere yaar le
Dagar dagar dam, dagar dagar dam
Masti mein do ghunt tu maar le
Dagar dagar dam, dagar dagar dam
Are jo jee mein aaye mere yaar le
Masti mein do ghunt tu maar le
Humko kisi ki bhi parva nahi
Darte nahi hum zamane se
Aise mile chahein waise mile
Hum to peeyenge bahane se
Hum hain jahan khushiyan waha
Hum haske dard saare sahete hain
Peeten hain peelate hain
Har waqt nashein mein rahete hain
Humein log sharabi kehate hain
Humein log sharabi kehate hain
Humein log sharabi kehate hain
Humein log sharabi kehate hain
Iss zindagi ka mazza aane de
Dagar dagar dam, dagar dagar dam
Are bottal se bottal ko takrane de
Dagar dagar dam, dagar dagar dam
Haay iss zindagi ka mazza aane de
Are bottal se bottal ko takrane de
Wishky ho tharra ho yaho rum
Humko to matlab hain peene se
Kardenge hum puri bottal khatam
Lag jaa tu pori mere seene se
Machhi khaaye mauj manaye
Dariya ki laheron mein bahete hain
Peeten hain peelate hain
Har waqt nashein mein rahete hain
Peeten hain peelate hain
Har waqt nashein mein rahete hain
Humein log sharabi kehate hain
Humein log sharabi kehate hain
Humein log sharabi kehate hain
Humein log sharabi kehate hain..
Song Details
- Movie
- Baaz
- Artist
- Anand Milind
- Music Directory
- Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
- Music Label
- Venus Records
- Singers
- Sudesh Bhonsle
- Lyricist
- Sameer