Huyi ma huyi ma huyi ma huyi ma
Balma ne hoye hoye julmi jalma ne
Haye haye, beri balma ne
Pagli mera naam rakha diya
Karke zmane me badnam rakh diya
Balma ne hoye hoye julmi jalma ne
Haye haye, beri balma ne
Pagli mera naam rakha diya
Karke zmane me badnam rakh diya
Ek to balam ne meri nind churayi
Ek to balam ne meri nind churayi
Duje jiya me apni aag basayi
Duhayi uske ye sar pe iljam rakh diya
Karke zmane me badnam rakh diya
Balma ne hoye hoye julmi jalma ne
Haye haye, beri balma ne
Pagli mera naam rakha diya
Karke zmane me badnam rakh diya
Unse ye puchhe koi kya hai kahani
Unse ye puchhe koi kya hai kahani
Mai hu diwani par hu kiski diwani
Rato me karke beaaram rakh diya
Karke zmane me badnam rakh diya
Balma ne hoye hoye julmi jalma ne
Haye haye, beri balma ne
Pagli mera naam rakha diya
Karke zmane me badnam rakh diya
Bansi bazake man mohe liya re
Bansi bazake man mohe liya re
Nainoke pinjare me band kiya re kiya re
Kaidi bana ke haram rakh diya
Karke zmane me badnam rakh diya
Balma ne hoye hoye julmi jalma ne
Haye haye, beri balma ne
Pagli mera naam rakha diya
Karke zmane me badnam rakh diya
Karke zmane me badnam rakh diya..
Song Details
- Movie
- Bachpan
- Artist
- Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
- Music Directory
- Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
- Music Label
- Saregama
- Singers
- Susheela Raman
- Lyricist
- Anand Bakshi