Dur Se Karna Nazara By Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Dur se karna najara hath na lagana
Pas nahi aana jeneja o janeja
Dur se karna najara hath na lagana
Pas nahi aana jeneja o janeja

Dekho badnam na karo
Raat ki tanhayi ko
Aisi bat achhi lagti hai kisi harzai ko
Yari wahi jo chale aaj bhi kal bhi parso bhi
Yari wahi jo chale aaj bhi kal bhi parso bhi
Rat ki rat me jo khatam ho gaya
Wo fasana kya fasana
Dur se karna najara hath na lagana
Pas nahi aana jeneja o janeja

Shama pe aaya ghabrake parwana
Apne hi pankh jalaye
Shama ko samjhaye lekin
Diwana jalne se baj na aaye
Kahte hai pyar jise aag hi aag hai
Kahte hai pyar jise aag hi aag hai
Aag ko gale na lagana
Dur se karna najara hath na lagana
Pas nahi aana jeneja o janeja
Dur se karna najara hath na lagana
Pas nahi aana jeneja o janeja..

Song Details
Movie
Babul Ki Galiyaan
Artist
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Directory
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle
Lyricist
Rajendra Krishan

more lyrics from Babul Ki Galiyaan

Bairi Chod De Mera Raasta
Dur Se Karna Nazara
Ek Cheez Maangate Hain
Mera Naam Hai Chaupati
Pehle Suoongi Phir
Pyar Nahi To Zindagi