Tere prem me
Kahi payi nahi maine vasana
Tere prem me
Kahi payi nahi maine vasana
O devta karne laga man mera
Teri upasana
Tere prem me kahi
Payi nahi maine vasana
Ban jau mai tan man ki premi
Jiwan tera mahkau
O sajan o sajana
Ban jau mai tan man ki premi
Jiwan tera mahkau
Phulo ki mala ban ke
Mai tere ang lagi muskau
Dekhu rat din kabhi
Naino ki bhujhti pyas na
Dekhu rat din kabhi
Naino ki bhujhti pyas na
O devta karne laga man mera
Teri upasana
Tere prem me kahi
Payi nahi maine vasana
Kar hi liya tera bhrosha
Jud hi gayi toh se asha
O sajan o sajana
Kar hi liya tera bhrosha
Jud hi gayi toh se asha
Ha thik hi pad li thi
Naino ne naino ki bhasha
Man tha de chuki
Ab kuch bhi raha na mare pas na
Tere prem me kahi
Payi nahi maine vasana
Path me tere sang sang rahugi
Ban ke sada teri chhaya
O sajan o sajana
Path me tere sang sang rahugi
Ban ke sada teri chhaya
Tune mere man ko badal ke
Apna hi mandir banaya
Kya se kya hui
Mujhe aaye na savyam vishvas na
Kya se kya hui
Mujhe aaye na savyam vishvas na
O devta karne laga man mera
Teri upasana
Tere prem me kahi
Payi nahi maine vasana
Tere prem me kahi
Payi nahi maine vasana
Tere prem..
Song Details
- Movie
- Babul
- Artist
- Ravindra Jain
- Music Directory
- Ravindra Jain
- Music Label
- Rajshri
- Singers
- Hemanta Kumar Mukhopadhyay
- Lyricist
- Ravindra Jain