Nazar wo jo dushman pe bhi maharabaan ho
Nazar wo jo dushman pe bhi maharabaan ho
Zubaan wo jo ik pyaar ki daastaan ho
Kisi ne kahaa hai mere dosto
Kisi ne kahaa hai mere dosto
Bura mat suno bura mat dekho bura mat kaho
Kisi ne kahaa hai mere dosto
Bura mat suno bura mat dekho bura mat kaho
Buri hai buraai mere dosto
Bura mat suno bura mat dekho bura mat kaho
Bura mat suno bura mat dekho bura mat kaho
Zamaane mein sab zindagi yoon guzaaren
Zamaane mein sab zindagii yoon guzaaren
Gulistaan mein rahti hain jaise bahaarein
Ye kahaani yahi hai zindagaani yahi hai
Ye kahaani yahi hai zindagaani yahi hai
Jiyo aap auron ko bhi jeene do
Bura mat suno bura mat dekho bura mat kaho
Bura mat suno bura mat dekho bura mat kaho
Haseen hain bahut zulf ke bhi fasaane
Haseen hain bahut zulf ke bhi fasaane
Muhabbat ki baatein wafaa ke taraane
Ye taraane sunaao ye fasaane sunaao
Ye taraane sunaao ye fasaane sunaao
Magar yaad rakho mere saathiyo
Bura mat suno bura mat dekho bura mat kaho
Kisi ne kahaa hai mere dosto
Buri hai buraai mere dosto
Bura mat suno bura mat dekho bura mat kaho
Bura mat suno bura mat dekho bura mat kaho..
Song Details
- Movie
- Aya Sawan Jhoom Ke
- Artist
- Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
- Music Directory
- Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
- Music Label
- Shemaroo
- Singers
- Mohammed Rafi
- Lyricist
- Anand Bakshi