Hum Tumse Mohabbat Karke Sanam By Various Artists

Ham tujh se mohabbat karke sanam]
Ham tujh se mohabbat karke sanam
Rote bhi rahe, hanste bhi rahe
Rote bhi rahe, hanste bhi rahe
Khush hoke sahe ulfat ke sitam
Khush hoke sahe ulfat ke sitam
Rote bhi rahe, hanste bhi rahe
Rote bhi rahe, hanste bhi rahe

Hai dil ki lagi kya tujh ko khabar
Ek dard utha tharaayi nazar
Hai dil ki lagi kya tujh ko khabar
Ek dard utha tharaayi nazar
Tharaayi nazar
Khaamosh the ham
Khaamosh the ham is gham ki kasam
Rote bhi rahe, hanste bhi rahe

Yeh dil jo jala ek aag lagi
Aansu jo bahe barsaat hui
Yeh dil jo jala ek aag lagi
Aansu jo bahe barsaat hui
Barsaat hui
Baadal ki tarah
Baadal ki tarah aawaara the ham
Rote bhi rahe, hanste bhi rahe
Rote bhi rahe, hanste bhi rahe
Ham tujh se mohabbat karke sanam
Ham tujh se mohabbat karke sanam
Rote bhi rahe, hanste bhi rahe
Rote bhi rahe, hanste bhi rahe..

Song Details
Movie
Awaara
Artist
Various Artists
Music Directory
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label
Saregama
Singers
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lyricist
Hasrat Jaipuri

more lyrics from Awaara

Ab Raat Guzarnewaali Hai
Awaara Hoon
Dum Bhar Jo Udhar Moon Phere
Ek Bewafaa Se Pyaar Kiya
Ek Do Teen
Ghar Aaya Mera Pardesi
Hum Tumse Mohabbat Karke Sanam
Jab Se Balam Ghar Aaye
Naiya Teri Manjhdhar
Tere Bina Aag Yeh Chandni