Aurat Teri Yehi Kahani By Anand Milind

Sewa tayag shyama kurbani
Sadiyo se hai teri nishani
Aurat teri yahi kahani
Aurat teri yahi kahani
Aurat teri yahi kahani
Aurat teri yahi kahani
Sewa tayag shyama kurbani
Sadiyo se hai teri nishani
Aurat teri yahi kahani
Aurat teri yahi kahani

Nafrat ke in andhiyaro mein
Prem ke deep jalaye tu
Nafrat ke in andhiyaro men
Prem ke deep jalaye tu
Aangan aangan phul khilaye
Ghar ko savrag banaye tu
Is duniya ki har basti
Aabad hai teri hasti se
Gulshan to gulshan hai
Virano ko bhi mehkaye tu
Dhup mein tu chhav ban jaye
Pyas mein tu ban jaye pani
Aurat teri yahi kahani
Aurat teri yahi kahani
Aurat teri yahi kahani
Aurat teri yahi kahani

Dharti par duniya ka bojh
Aurat par bojh mushibat ka
Dharti par duniya ka bojh
Aurat par bojh mushibat ka
Hans hanske apno me bante
Phal tu apni mehnat ka
Sabka pet bhare aur khud
Pani pikar so jaye tu
Kiase karz chukayegi
Ye duniya teri kidmat ka
Phir bhi si bedard jaha mein
Teri koi kadar na jane

Aurat teri yahi kahani
Aurat teri yahi kahani
Aurat teri yahi kahani
Aurat teri yahi kahani
Sewa tayag shyama kurbani
Sadiyo se hai teri nishani
Aurat teri yahi kahani
Aurat teri yahi kahani
Aurat teri yahi kahani
Aurat teri yahi kahani..

Song Details
Movie
Aurat Teri Yehi Kahani
Artist
Anand Milind
Music Directory
Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Music Label
T-Series
Singers
Mohammed Aziz
Lyricist
Rajendra Krishan

more lyrics from Aurat Teri Yehi Kahani

Aurat Teri Yehi Kahani
Baar Baar Mere Pyar Se
Holi Aayi Re
Jayegi Jayegi Jayegi Kahan
Kisi Se Pyar Ki
Naam Pe Rasmon Ke Ye Aurat
Raat Bhar Rahiyo
Sapera Bin Bajayega
Ye Sach Hai Na Jhooth Hai