Ik but banaunga tera aur puja karuga
Ik but banaunga tera aur puja karuga
Ik but banaunga tera aur puja karuga
Are mar jaunga pyar agar mai duja karuga

Rup ki chandi pyar ka sona prem nagar se la ke
Teri sundar chhavi banegi dono chiz mila ke

Rang vafa ka mai teri murat me bharunga
Are mar jaunga pyar agar mai duja karuga
Are mar jaunga pyar agar mai duja karuga
Man mandir me tujhko bitha ke roz karunga baate
Sham savere har mausam me hongi mulakaate

Dil ka haal kahunga tujhse mai na darunga
Are mar jaunga pyar agar mai duja karuga
Are mar jaunga pyar agar mai duja karuga
Duniya ek ajayab khana lekin phir bhi fani
Is dharti par amar rahegi meri prem kahani

Chahe jitne rup me aau tera rahunga
Are mar jaunga pyar agar mai duja karuga
Are mar jaunga pyar agar mai duja karuga
Ik but banaunga tera aur puja karuga
Ik but banaunga tera aur puja karuga
Are mar jaunga pyar agar mai duja karuga
Are mar jaunga pyar agar mai duja karuga..
Song Details
- Movie
- Asli-Naqli
- Artist
- Various Artists
- Music Directory
- Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
- Music Label
- Saregama
- Singers
- Mohammed Rafi
- Lyricist
- Hasrat Jaipuri