Sundari aye haye sundari
Sundari aye haye sundari
Apun ko bhi ek nazar dekho na
Bure nahi ham bhi idhar dekho na
Apun ko bhi ek nazar dekho na
Bure nahi ham bhi idhar dekho na
Sundari aye haye sundari
Sundari aye haye sundari
Kaisi anokhi ada jani hai teri
Kaisi anokhi ada jani hai teri
Phir se baiya jara pyar se meri
Tera yar mai nahi hai
Magar aisi kya kami hai
Shakal to milti hai tere yar se meri
Hai na yahi baat to phir dekho naa
Bure nahi ham bhi idhar dekho naa
Sundari aye haye sundari
Sundari aye haye sundari
Dikhne me kagal hai pan raja hai dil ka
Dikhne me kagal hai pan raja hai dil ka
Aa mai bana dega tujhe pyar ki mallika
Kabhi ek roj aake mera jhopda basa de
Jhopad me dikhla du maja rajmahal ka
Hai na yahi baat to phir dekho na
Bure nahi ham bhi idhar dekho na
Sundari aye haye sundari
Sundari aye haye sundari
Ho gayi gussa are tum to kasam se
Ho gayi gussa are tum to kasam se
Aisi badi kaun khata ho gayi hamse
Gore galo wali bai jara tham li kalai
Khali pili tum to khafa ho gayi hamse
Hai na yahi bat to phir dekho na
Bure nahi ham bhi idhar dekho na
Sundari aye haye sundari
Sundari aye haye sundari
Apun ko bhi ek nazar dekho na
Bure nahi ham bhi idhar dekho na
Sundari aye haye sundari
Sundari aye haye sundari..
Song Details
- Movie
- Anokhi Ada
- Artist
- Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
- Music Directory
- Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
- Music Label
- Saregama
- Singers
- Kishore Kumar
- Lyricist
- Majrooh Sultanpuri