Manzil Ki Dhun Me By Naushad Ali

Manzil ki dhun mein jhumate gaate chale chalo
Manzil ki dhun mein jhumate gaate chale chalo

Bichhade hue dilo ko milaate chalo chalo
Haan milaate chalo chalo

Do din ki zindagi me koi kyun uthaaye gham
Koi kyun uthaaye gham

Do din ki zindagi me koi kyun uthaaye gham
Koi kyun uthaaye gham

Nagme khushi ke sab ko sunaate chale chalo
Nagme khushi ke sab ko sunaate chale chalo

Bichhade hue dilo ko milaate chalo chalo
Haan milaate chalo chalo

Insaaniyat to pyaar mohabbat kaa naam hai
Mohabbat kaa naam hai

Insaaniyat to pyaar mohabbat kaa naam hai
Mohabbat kaa naam hai

Insaaniyat ki shaan badhaate chalo chalo
Insaaniyat ki shaan badhaate chalo chalo

Bichhade hue dilo ko milaate chalo chalo
Haan milaate chalo chalo

Aazaad zindagi hai to barbaad kyun rahe
Barbaad kyun rahe

Aazaad zindagi hai to barbaad kyun rahe
Barbaad kyun rahe

Barbaadiyo se dil ko bachaate chale chalo
Barbaadiyo se dil ko bachaate chale chalo

Bichhade hue dilo ko milaate chalo chalo
Haan milaate chalo chalo

Manzil ki dhun mein jhumate gaate chale chalo
Bichhade hue dilo ko milaate chalo chalo
Haan milaate chalo chalo..

Song Details
Movie
Anokhi Ada
Artist
Naushad Ali
Music Directory
Naushad Ali
Music Label
Saregama
Singers
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lyricist
Shakeel Badayuni

more lyrics from Anokhi Ada

Aaj Kaha Jake Nazar
Bade Bhole Bhale Hai
Bhul Gaye Kyu
Bhulane Waale
Jale Naa Kyon
Kabhi Dil Dil Se
Kahe Jiya Dole
Kyu Unhe Dil Diya
Manzil Ki Dhun Me
Nazar Mil Gayi
Ye Pyaar Ki Baatein