Tu itni door kyun hai maa
Bata naraj kyun hai maa
Main tera hu bula le tu
Gale fir se laga le tu
Tu itni door kyun hai maa
Bata naraj kyun hai maa
Main tera hu bula le tu
Gale fir se laga le tu
O maa pyari maa
O maa pyari maa
Teri aanchal ki chhaya ko
Meri neende tarasti hai
Teri yaado ke aagan mein
Meri aankhen tarasti hai
Paresa ho raha hu main
Akela ro raha hu main
Main tera hu bula le tu
Gale fir se laga le tu
Tu itni door kyun hai maa
Bata naraj kyun hai maa
Suna hai meine maa ka dil
Nahi hota hai patthar ka
Bulata hai tujhe aaja
Akalapan mere ghar ka
Yeh deeware gira du ab
Jhalak apni dikha de ab
Main tera hu bula le tu
Gale fir se laga le tu
Tu itni door kyun hai maa
Bata naraj kyun hai maa
Tere charano mein mandir hai
Tu har mandir ki murat hai
Har ek bhagwan ki surat
Meri maa teri hi murat hai
Meri puja bina darshan
Teri sewa mera jiwan
Main tera hu mujhe bulale tu
Gale fir se laga le tu
O maa pyari maa
O maa pyari maa
Tu itni door kyun hai maa
Bata naraj kyun hai maa
Main tera hu bula le tu
Gale fir se laga le tu..
Song Details
- Movie
- Anokha Bandhan
- Artist
- Usha Khanna
- Music Directory
- Usha Khanna
- Music Label
- Moser Baer
- Singers
- Alka Yagnik
- Lyricist
- Muqtida Hasan Nida Fazli