Mere Bachpan Ke Saathi By Naushad Ali

Mere bachpan ke saathi
Mujhe bhool naa jaanaa
Dekho dekho hanse na
Zamaanaa hanse na zamaanaa
Mere bachapan ke saathi
Mujhe bhool na jaanaa
Dekho dekho hanse na
Zamaanaa hanse na zamaanaa

Gham furqat ke sah na sakoongi
Sah na sakoongi
Roungi kuchh kah na sakungi
Dushman hai saaraa jahaan
Dushman hai saaraa jahaan
Jaaun kahaan haan
Teri ulfat hai jeene kaa bas ik bahaanaa
Dekho dekho hanse na
Zamaanaa hanse na zamaanaa

Raat guzaarun gin gin taare
Gin gin taare
Kaise aaun paas tumhaare
Tum ho kahin main kahin
Tum ho kahin main kahin
Chain nahin ho
Haaye duniya ne dil kaa
Mere gham na jaanaa
Dekho dekho hanse na
Zamaanaa hanse na zamaanaa

Koyi dil kaa dard na jaane
Dard na jaane
Apne bhi ab hai begaane
Ro ro ke kahtaa hai dil
Ro ro ke kahtaa hai dil
Aa saajan mil ho
Bas itnaa hi sun le
Meraa hai fasaanaa
Dekho dekho hanse na
Zamaanaa hanse na zamaanaa
Mere bachpan ke saathi
Mujhe bhool naa jaanaa
Dekho dekho hanse na
Zamaanaa hanse na zamaanaa..

Song Details
Movie
Anmol Ghadi
Artist
Naushad Ali
Music Directory
Naushad Ali
Music Label
Saregama
Singers
Noor Jehan
Lyricist
Tanvir Naqvi

more lyrics from Anmol Ghadi

Aaja Meri Barbaad Muhabbat
Aawaaz De Kahaan Hai
Ab Kaun Hai Meraa
Jawaan Hai Muhabbat
Kyaa Mil Gayaa Bhagwaan
Kyun Yaad Aa Rahe Hain
Man Letaa Hai Angdaayi
Mere Bachpan Ke Saathi
Sochaa Thaa Kyaa Kyaa
Tera Khilaunaa Tootaa
Udan Khatole Pe Ud Jaaun