Hey hey hey hey hey
Oh ho ho ho ho ho aah ha ha ha
Ham kahe na kahe is juban se bat honto pe rukti nahi
Farak padta hai kya han se na se yeh nazar yuhi jhunkti nahi
Saf jaahir hai dono taraf se yeh mohabbat to chhupti nahi

La la la la la la
Ham kahe na kahe is juban se bat honto pe rukti nahi
Farak padta hai kya han se na se yeh nazar yuhi jhunkti nahi
Saf zahir hai dono taraf se yeh mohabbat to chhupti nahi
Saf jaahir hai dono taraf se yeh mohabbat to chhupti nahi
Pehle nazare mili phir mile dil ab hamari mulaqat hai
Log badnam hamko na karde sochne ki yahi bat hai
Log kuch bhi kahe yeh mohabbat bat logo ki sunti nahi
Farak padta hai kya han se na se yeh nazar yuhi jhunkti nahi
Saf zahir hai dono taraf se yeh mohabbat to chhupti nahi
Ham kahe na kahe is juban se bat honto pe rukti nahi
Farak padta hai kya han se na se yeh nazar yuhi jhunkti nahi
Saf zahir hai dono taraf se yeh mohabbat to chhupti nahi
Dil hai yeh koi mausam nahi hai ek din jo badal jayega
Pyar hai koyi kanta nahi hai lag gaya jo nikal jayega
Jab talak jane jee se na nikle yeh mohabbat nikalti nahi
Farak padta hai kya han se na se yeh nazar yuhi jhunkti nahi
Saf zahir hai dono taraf se yeh mohabbat to chhupti nahi
Ham kahe na kahe is zuban se bat honton pe rukti nahi
Farak padta hai kya han se na se yeh nazar yuhi jhunkti nahi
Saf zahir hai dono taraf se yeh mohabbat to chhupti nahi
Saf zahir hai dono taraf se yeh mohabbat to chhupti nahi..
Song Details
- Movie
- Ankhon Mein Tum Ho
- Artist
- Anu Malik
- Music Directory
- Anu Malik
- Music Label
- Saregama
- Singers
- Anuradha Paudwal, Kumar Sanu
- Lyricist
- Anand Bakshi