Samajh Kar Chand Jis Ko By Anu Malik

Samajhkar chaand jisko aasmaan ne dil mein rakha hai
Samajhkar chaand jisko aasmaan ne dil mein rakha hai
Mere mehboob ki tooti hui chudi ka tukda hai
Mere mehboob ki tooti hui chudi ka tukda hai
Samajhkar chaand jisko aasmaan ne dil mein rakha hai
Samajhkar chaand jisko aasmaan ne dil mein rakha hai
Meri nazron se dekho toh woh mere dil ka tukda hai
Meri nazron se dekho toh woh mere dil ka tukda hai

Tere mehandi lage haathon mein jab hudi khanakti hai
Toh iss gori kalaai mein yeh dil banke dhadakti hai
Yeh dil banke dhadakti hai
Yeh dil banke dhadakti hai
Yeh chudi aashiqon ko pyar ke nagme sunati hai
Suhani raat ki khamoshiyo mein heer gaati hai
Yeh chudi heer gaati hai
Yeh chudi heer gaati hai
Zameen par jo utar aaya yeh woh jannat ka nagma hai
Samajhkar chaand jisko aasmaan ne dil mein rakha hai
Mere mehboob ki tooti hui chudi ka tukda hai
Meri nazron se dekho toh woh mere dil ka tukda hai

Mere mehboob jaisa iss zamaane meinnahi koi
Diya leke bhi dhundo toh nahi aaisa hasi koi
Nahi aaisa hasi koi
Nahi aaisa hasi koi
Kabhi tuute se tuute na hamare pyar ki dori
Teri chahat bhi bas mere liye anmol hai gori
Badi anmol hai gori
Badi anmol hai gori
Juda hum tum nahi honge humara tumse waada hai
Samajhkar chaand jisko aasmaan ne dil mein rakha hai
Meri nazron se dekho toh woh mere dil ka tukda hai
Mere mehboob ki tooti hui chudi ka tukda hai..

Song Details
Movie
Baazigar
Artist
Anu Malik
Music Directory
Anu Malik
Music Label
Venus Music
Singers
Alka Yagnik, Vinod Rathod
Lyricist
Zameer Kazmi

more lyrics from Baazigar

Ae Mere Humsafar
Baazigar O Baazigar
Chhupana Bhi Nahi Aata
Kitabein Bahut Si
Samajh Kar Chand Jis Ko
Tere Chehre Pe
Ye Kaali Kaali Aankhein