Ek Taraf Hum Tum By Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Ek taraf hum tum
Ek taraf sare
Ek taraf hum tum
Ek taraf sare
Dekhe kon jite
Dekhe kon hare
Ek taraf hum tum
Ek taraf sare
Ek taraf hum tum
Ek taraf sare

Dil ki dhadkano ki
Hai ye maharbaniya
Dil ki dhadkano ki
Hai ye maharbaniya
Yu machal machal
Gayi aaj to jawaniya
Ban rahi hai pyar ki
Kuch nayi kahaniya
Arey, ban rahi hai
Pyar ki kuch nayi kahaniya
Aankhe kar rahi
Hai aankho ko
Ishare, ishare, ishare
Ek taraf hum tum
Ek taraf sare
Ek taraf hum tum
Ek taraf sare

Sun liya hai dil ne
Ye fasala jahan ka
Arey, sun liya hai dil
Ne ye fasala jahan ka
Aa gaya hai pyar me
Ye waqt imtihan ka
Hey, pyar karne walo
Ko dar nahi hai jaan ka
Pyar karne walo ko
Dar nahi hai jaan ka
Aaye soch ke koi
Samne hamare
Hamare, hamare
Ek taraf hum tum
Ek taraf sare
Ek taraf hum tum
Ek taraf sare

Dosto ke waste
Ye milan ki rat hai
Dosto ke waste
Ye milan ki rat hai
Ha, dushmano se
Aakhiri aaj mulakat hai
Lab pe aake ruk
Gayi aisi koi bat hai
Ha, lab pe aake ruk
Gayi aisi koi bat hai
Ab nazar uthaiye
Dekhiye nazare
Nazare, nazare
Ek taraf hum tum
Ek taraf sare
Dekhe kon jite
Dekhe kon hare
Ek taraf hum tum
Ek taraf sare..

Song Details
Movie
Andhaa Kanoon
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle, S. P. Balasubrahmanyam
Lyricist
Anand Bakshi

more lyrics from Andha Kanoon

Ek Taraf Hum Tum
Kabhi Na Kabhi Kahi Na Kahi To
Mausam Ka Taqaaza
Meri Behna
Rote Rote Hasna Seekho
Yeh Andha Kanoon