Hum to ek anadi wo hai ek khiladi
Uske dhndhe kale hum raja dilwale
Hum to ek anadi wo hai ek khiladi
Uske dhndhe kale hum raja dilwale
Kiska kartab kya hai humko matlab kya hai
Nayi hai kiski motar kiska chakda chuna
Kon gaya hai mumbai kaun gaya hai puna
To dekho katha chuna kahe apni jan jalao
Chhodo yaar pan lagao
Chhodo yaar pan lagao
Inse milan ki bate ha idur hi se pyariu
Achhi na dusmani hai achhi na inki yari
Ye kale vyoapri nag hai ye albele
Wo hi jan gawaye sang jo inke khele
Are sasur hamka tumko hasna jina
Aao apni khair manao
Chhodo yaar pan lagao
Are chhodo yaar pan lagao
Paisa bhi kya bala mai
Jadu sabhi pe dale
Paisa jo gudgudaye hasde ye husan wale
Kimat kya hai dil ki sabko chale samjhane
Milte hai duniya mein hamse kaha deewane
Are pyar to aisa bhuli dunia
Bas aahe bharte rah jao
Chhodo yaar pan lagao
Are chhodo yaar pan lagao
Inse to hum bhale hai
In jaise nai jo bante
Mano agar hamari to dusman ye hai watan ke
Barsao in par daulat hum par pathar barse
Ye to pahne resam hum khadar ko tarse
Rajniti ki bate sun ke police na dharle
Chohdo yaar pan lagao
Are chohdo yaar pan lagao....
Song Details
- Movie
- Anari
- Artist
- Various Artists
- Music Directory
- Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
- Music Label
- Saregama
- Singers
- Kishore Kumar, Mehmood Ali
- Lyricist
- Majrooh Sultanpuri