Naino me sawan maan mere fagun
Palchhin jale aur jalaye yaad aaye bachpan
Yaad aaye re
Naino me sawan maan mere fagun
Palchhin jale aur jalaye yaad aaye bachpan
Yaad aaye re, yaad aaye re
Nachi nain me bachpan ke sathi yaad aaye
Wo pathshala yaad aaye re, yaad aaye re
Yaad aaye re, yaad aaye re
Banke kisi ki jab rajrani pahanti thi
We phul mala wo din wo ratiya biti wo batiya
Rah rah ke dil ko dukhaye, rah rah ke dil ko dukhaye
Babul ka aagan yaad aaye re, yaad aaye re
Unse milan ki pahli ghadi thi, magar tod di parit maine
Ban bawari haye ban ban phiri mai gawaya magar mit maine
Banke miti kyu mai yu luti kyu ye soch hardam sataye
Ye soch hardam sataye maan ki wo uljhan yaad aaye re
Yaad aaye re
Maan ka hiran mere jata kaha
Thi gale me bandhi prem dori
Phir se mile do bichhade sitare
Mile apne chanda se bichhadi chakori
Maan ka hiran mere jata kaha
Thi gale me bandhi prem dori
Phir se mile do bichhade sitare
Mile apne chanda se bichhadi chakori
Ek pal khushi ka chanchal hansi ka
Mujhkjo hansa ke rulaye, mujhkjo hansa ke rulaye
Sapno ka darpan yaad aaye re, yaad aaye re
Ek pal khushi ka chanchal hansi ka
Mujhkjo hansa ke rulaye, mujhkjo hansa ke rulaye
Sapno ka darpan yaad aaye re, yaad aaye re...
Song Details
- Movie
- Anand Math
- Artist
- Hemanta Kumar Mukhopadhyay
- Music Directory
- Hemanta Kumar Mukhopadhyay
- Music Label
- Saregama
- Singers
- Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
- Lyricist
- Shailendra (Shankardas Kesarilal)