Maine tere liye hee sat rang ke sapne chune, sapne, surile sapne
Maine tere liye hee sat rang ke sapne chune, sapne, surile sapne
Kuch hansee ke, kuch gum ke, teri ankho ke saye churaye rasili yado ne
Maine tere liye hee sat rang ke sapne chune, sapne, surile sapne
Choti bate, choti choti bato kee hai yade badi
Bhule nahee bithi huyi ek choti ghadi
Choti bate, choti choti bato kee hai yade badi
Bhule nahee bithi huyi ek choti ghadi
Janam janam se ankhen bichaye tere liye in raho me
Maine tere liye hee sat rang ke sapne chune, sapne, surile sapne
Bhole bhale, bhole bhale dil ko behlate rahe
Tanhai me tere khayalo ko sajate rahe
Bhole bhale, bhole bhale dil ko behlate rahe
Tanhai me tere khayalo ko sajate rahe
Kabhi kabhi tho aawaz dekar, mujhko jagaya khabo ne
Maine tere liye hee sat rang ke sapne chune, sapne, surile sapne
Ruthi raten, ruthi huyi rato ko jagaya kabhi
Tere liye bithi subah ko bulaya kabhi
Tere bina bhi, tere liye hee, diye jalaye rato me
Maine tere liye hee sat rang ke sapne chune, sapne, surile sapne....
Song Details
- Movie
- Anand
- Artist
- Salil Chowdhury
- Music Directory
- Salil Chowdhury
- Music Label
- Saregama
- Singers
- Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
- Lyricist
- Gulzar (Sampooran Singh Kalra)