Rat ke hamsafar thak ke ghar ko chale
Jhumati aa rahi hai subah pyar kee
Dekh kar samne rup kee roshani
Phir luti ja rahi hai subah pyar kee
Sone vaalo ko hash kar jagaana bhi hai
Raat ke jaagte ko sulana bhi hai
Dekhi hai jaagte hi sada sath hi
Dekhi hai jaagte hi sada sath hi
Loriyaa ga rahi hai subha pyaar ki
Jaagte humsafar hum to ghar ko chale
Jhumati aa rahi hai subah pyar kee
Dekh kar samne rup kee roshani
Phir luti ja rahi hai subah pyar kee
Raat ne pyar ke jam bhar kar diye
Ankho ankho se jo mai ne tumne piye
Hosh toh abb talaq ja ke laute nahee
Hosh toh abb talaq ja ke laute nahee
Aur kyaa la rahi hai subha pyaar ki
Janey kya la rahi hai subah pyar kee
Rat ke hamsafar thak ke ghar ko chale
Jhumati aa rahi hai subah pyar kee
Dekh kar samne rup kee roshani
Phir luti ja rahi hai subah pyar kee
Kyaa kyaa vaadi hue kisne khaai kasam
Is nai raah me humne rakhe kadam
Chup saka pyaar kab hum chupaye to kyaa
Chup saka pyaar kab hum chupaye to kyaa
Sab samaj paa rahi hai subha pyaar ki
Rat ke hamsafar thak ke ghar ko chale
Jhumati aa rahi hai subah pyar kee
Pyar kee
Pyar kee
Pyar kee....
Song Details
- Movie
- An Evening In Paris
- Artist
- Various Artists
- Music Directory
- Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
- Music Label
- Saregama
- Singers
- Asha Bhosle
- Lyricist
- Shailendra (Shankardas Kesarilal)